Gulon Mein Rang Bhare Lyrics, Singer & Song Details

Haider 2014 album cover

Haider 2014 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Faiz Ahmed Faiz
Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon

album songs
Gulon Mein Rang Bhare
Singer : Arijit Singh

Gulon Mein Rang Bhare Lyrics

Song Title = Gulon Mein Rang Bhare
Movie/album = Haider (2014)
Singers = Arijit Singh
Song Lyricists = Faiz Ahmad Faiz
Music Director = Vishal Bhardwaj
Director = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta o..o..o..mm..

Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm..

Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Hmm..
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr-e-khuda aaj zikar-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale

Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gulon Mein Rang Bhare

Gulon Mein Rang Bhare is a song from Haider 2014. It is sung by Arijit Singh. Lyrics are credited to Faiz Ahmed Faiz. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Haider 2014 album song list for more songs and album details.