Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Lyrics, Singer & Song Details

The Train 1970 album cover

The Train 1970 Album Details

Ravikant Nagaich
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Nanda, Helen

album songs
Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Singer : Mohammed Rafi

Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Lyrics

Song Title = Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Movie/album = The Train (1970)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((La la la la
La la la la la la la la la
La la la la la la la la la
La la la la la la la la la
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
Dil mein mere khwaab tere
Bas tere jaise ho deewaar pe
Tujhpe fida main kyoon hua
Aata hai gussa mujhe pyaar pe
Main lut gaya maanke dil ka kaha
Main kahin tha na raha

Kya kahoon main dilruba
Pura yeh jaadu teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Maine sada chaaha yehi
Daaman bacha loon haseenon se main
Teri kasam khwaabon mein bhi
Bachta fida naazneenon se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar

Sun zara o bekhabar
Zara sa haske jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi

Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi is a song from The Train 1970. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the The Train 1970 album song list for more songs and album details.