Gudiya Tujh Par IK Pal Lyrics, Singer & Song Details

Kahaani Gudiya Ki 2008 album cover

Kahaani Gudiya Ki 2008 Album Details

Prabhakar Shukla
Vivek Prakash
Madan Pal
Divya Dutta, Arif Zakaria, Raajpal Yadav

album songs
Gudiya Tujh Par IK Pal
Singer : Jagjit Singh

Gudiya Tujh Par IK Pal Lyrics

Song Title = Gudiyaan Tujh Par Ik Pal
Movie/Album = Kahaani Gudiya Ki 2008
Singer(s) = Jagjit Singh
Music Director(s) = Vivek Prakash
Lyricist(s) = Madan Pal

Mp3 Song Lyrics

((gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye - 2
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

aisi chali haalaat ki aandhi bujh gayi mann ki jyoti - 2
armaano ki doriyaan tuti bikhar gaye sab moti
tere ashkon ko maala mein - 2, kise pirona aaye, kise pirona aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

tera koi jor chale na iss duniya ke aage - 2
tujh par apana hukum chalaaye rasmo riwaaj ke dhaage
teri majboori ko - 2, ghum ka bojh hi dhona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

sabne shor machaakar keh di apani apani baat - 2
baithi rahi ghaamosh si gudiyaan dil par rakh kar haath
paar lagaana koi na jaane - 2, sabko dubona aaye, sabko dubona

aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2

kaash kabhi kaanoon ki devi aankh se patti kholein - 2
dekh ke sab insaaf karein woh sach ko baraabar tolein
rasmon ke sang jajabon ko bhi - 2, use samona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2
gudiyaan tujh par ik pal hasana ik pal rona aaye
waqt bana woh bachcha jisake haath khilauna aaye
ik pal aaye, ik pal rona aaye - 2..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gudiya Tujh Par IK Pal

Gudiya Tujh Par IK Pal is a song from Kahaani Gudiya Ki 2008. It is sung by Jagjit Singh. Lyrics are credited to Madan Pal. Music information: Vivek Prakash. Read the lyrics above and view the Kahaani Gudiya Ki 2008 album song list for more songs and album details.