Gudiya Tere Raaj Me Baje Lyrics, Singer & Song Details

Hum Sab Chor Hain 1956 album cover

Hum Sab Chor Hain 1956 Album Details

I.S. Johar
Omkar Prasad Nayyar
Majrooh Sultanpuri
Shammi Kapoor, Nalini Jaywant, Ameeta

album songs
Gudiya Tere Raaj Me Baje
Singer : Asha Bhosle

Gudiya Tere Raaj Me Baje Lyrics

Song Title = Gudiya Tere Raaj Me Baje
Movie/album = Hum Sab Chor Hain (1956)
Singer = Asha Bhosle
Music By = Omkar Prasad Nayyar
Lyricist = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja
gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja

jhume hai kon tere naino me pyar se
jhume hai kon tere naino me pyar se
kiske tu geet gaye dil ke sitar pe
sunle na koi dhire se samjha ja
sunle na koi dhire se samjha ja
gudiya tere raz me gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja
gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja

dhadkan ki dholki pe gaye saheliya
jagmag hai aaj piya dil ki haweliya
raja o raja hamari gali aaja
raja o raja hamari gali aaja
gudiya tere raz me gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja
gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja

chanda ka taj bane taro ke sath re
chanda ka taj bane taro ke sath re
aayenge balma lekar barat re
gori to naino naina jhuke ke sarma ja
gudiya tere raz me gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja
gudiya tere raz me baje baja
puch to tere raz ka kon hai raja..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gudiya Tere Raaj Me Baje

Gudiya Tere Raaj Me Baje is a song from Hum Sab Chor Hain 1956. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Hum Sab Chor Hain 1956 album song list for more songs and album details.