Gori Tere Sapnon Ke Sajna Lyrics, Singer & Song Details

New Delhi 1956 album cover

New Delhi 1956 Album Details

Mohan Segal
None
None
Kishore Kumar, Vyjayanthimala, Jabeen Jalil, Nana Palsikar, Nasir Hussain

album songs
Gori Tere Sapnon Ke Sajna
Singer : Lata Mangeshkar

Gori Tere Sapnon Ke Sajna Lyrics

Song Title = Gori Tere Sapnon Ke Sajna
Movie/album = New Delhi (1956)
Singers = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((Gori tere sapno ke sajana aaye tere angana
Kar le solaha singar, ho ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke sajana aaye tere angana
Kar le solaha singar, ho ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar

Kal se balam ke rang rang jayegi tu
Unke man ke mahal ko sajayegi tu
Ko sajayegi tu, bite jo din bhul jana sakhi
Oo ho, bite jo din bhul jana sakhi
Bhul jana wo bachpan ka pyaar
Leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke sajana aaye tere angana
Kar le solaha singar, ho ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar

Gori kahe ko ab tere naina bhare
Ek din to sabhi ko bichhadana pade
Ko bichhadana pade
Nahiyar me rahana hai din char ka
Ho oo, nahiyar me rahana hia din char ka
Sabko jana hai sajan ke dwar
Ho leke doli khade hai bahar
Gori tere sapno ke sajana aaye tere angana
Kar le solaha singar, ho ho ja jane do ab taiyar
Ho leke doli khade hai bahar.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gori Tere Sapnon Ke Sajna

Gori Tere Sapnon Ke Sajna is a song from New Delhi 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the New Delhi 1956 album song list for more songs and album details.