Gori Sapno Mein Hai Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ki Manzil 1988 album cover

Insaaf Ki Manzil 1988 Album Details

Brij Bhushan
Chitragupta Shrivastava
Mithilesh Maan Singh
Poonam Dhillon, Menka Das Gupta Gupta, Bhushan Jeevan

album songs
Gori Sapno Mein Hai
Singer : Alka Yagnik, Suresh Wadkar

Gori Sapno Mein Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Gori Sapno Mein Hai
Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Manzil (1988)
Singers = Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Mithilesh Maan Singh
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Gori sapne mein jab hain dekha tujhe
Gori sapne mein jab hain dekha tujhe
Mujhe sapna bada suhaana lage
Mili nazare jo tujhse to dil ne kahan
Mili nazare jo tujhse to dil ne kahan
Piya nata ye sadiyon purana lage
Gori sapne mein jab hain dekha tujhe

Baag ki harkali thi badi manchali
Tujhko dekha to kaliyon ko neend aagayi
Baag ki harkali thi badi manchali
Tujhko dekha to kaliyon ko neend aagayi
Ye ghata ajnabi tujhko chhune chali
Tune jhulfe bikheri to shrma gayi
Tune jhulfe bikheri to shrma gayi
Teri har ek adda pe huaa main fidda
Teri har ek adda pe huaa main fidda
Mera dil bhi mujhko deewana lage
Mili nazare jo tujhse to dil ne kahan

Chchein aandhi chale chahein toofan chale
Pyaar ke deep bujhane na paaye kabhi
Chchein aandhi chale chahein toofan chale
Pyaar ke deep bujhane na paaye kabhi
Chahein duniya jhale pyaar ke silsle
Chal padein hain to rukne na paaye kabhi
Chal padein hain to rukne na paaye kabhi
Dar hain humko magar lag na jaaye nazar
Dar hain humko magar lag na jaaye nazar
Mujhe dushman ye saara zamana lage
Gori sapne mein jab hain dekha tujhe
Mujhe sapna bada suhaana lage
Mili nazare jo tujhse to dil ne kahan
Piya nata ye sadiyon purana lage
Gori sapne mein jab hain dekha tujhe....))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Gori Sapno Mein Hai

Gori Sapno Mein Hai is a song from Insaaf Ki Manzil 1988. It is sung by Alka Yagnik, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Mithilesh Maan Singh. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Insaaf Ki Manzil 1988 album song list for more songs and album details.