Gori Babul Ka Gharwa Lyrics, Singer & Song Details

Char Diwari 1961 album cover

Char Diwari 1961 Album Details

Krishan Chopra
Salil Chowdhury
Shailendra
Shashi Kapoor, Nanda, Manmohan Krishna

album songs
Gori Babul Ka Gharwa
Singer : Lata Mangeshkar

Gori Babul Ka Gharwa Lyrics

Song Title = Gori Baabul Ka Gharwa
Movie/album = Char Diwari (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Krishan Chopra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Gori baabul ka gharwaa ab hai bideswaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideshwaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angana atari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Gori chaar deewaari angana atari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa

Aayi hai tu bagiyaa mein jaise bahaar aayi re
Aayi hai tu bagiyaa mein jaise bahaar aayi re
Aanchal mein pyaar ankhiyon
Mein sapne hazaar laayi re
Aanchal mein pyaar ankhiyon
Mein sapne hazaar laayi re
Ghadi gehri nadiya ke paar aayi re
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideshwaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angna ataari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa

Rangon bhari nayi ek duniya basaayegi tu
Rangon bhari nayi ek duniya basaayegi tu
Umeed ka naya ek deewala jalaayegi tu
Umeed ka naya ek deewala jalaayegi tu
Palne mein chanda ko jhulaayegi tu
Gori baabul ka gharwaa ab hai bideswaa
Saajan ke charnon mein ghar hai tera
Ho gori chaar deewaari angna ataari
Yehi teri duniya ye jag hai tera
Ho gori baabul ka gharwaa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gori Babul Ka Gharwa

Gori Babul Ka Gharwa is a song from Char Diwari 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Char Diwari 1961 album song list for more songs and album details.