Gore Gore Gaal Mere Lyrics, Singer & Song Details

Veer 1995 album cover

Veer 1995 Album Details

Kanti Shah
Dilip Sen, Sameer Sen
Maya Govind
Ishrat Ali, Dharmendra, Gautami

album songs
Gore Gore Gaal Mere
Singer : Dilip Sen, Sushma Shrestha

Gore Gore Gaal Mere Lyrics

Song Title = Gore Gore Gaal Mere
Movie/Album = Veer (1995)
Singers = Dilip Sen, Sushma Shrestha (Poornima)
Song Lyricists = Maya Govind
Music Compose r = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Kanti Shah

Mp3 Song Lyrics

((Toba toba
Haay toba toba toba toba toba..haa
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Main lajawaab hoon khilta gulaab hoon
Baahon mein le ley mujhe uff toba

Hey gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Main lajawaab hoon khilta gulaab hoon
Baahon mein le ley mujhe uff toba
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba

Hey roop ka sona gori
Ho jaayena kahin chori
Dil fek hazaaro aashiq
Behkayenge tujhko gori
Dil ko hai tera chakkar
Nalo mein hai ye halchal
Tu daal de jispe nazaren
Ho jaata hai woh paagal

Humm meri chadhti jawani haaye
Dariyako paani haaye
Main ras ki bhari hoon haaye
Main hoon raat ki raani haaye
Mere nain nasheele haaye
Mere hoth rasheeley
Haan main sharaab hoon uff toba
Haay main sharaab hoon uff toba
Chadhta shabaab hoon uff toba
Main lajawaab hoon khilta gulaab hoon
Baahon mein le ley mujhe uff toba
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Toba toba ho toba hooo

Haa chalo le paapi dil chhoda to
Haal bura ho jaayega
Uff chot lagegi kuchh aise
Phir chain kabhi na aayega
Tu karke ek nadaani haaye
Aag lagana paani
Kyun hirani si itlaaye
Kyun titali si lehraaye haaye

Meri chaal bahekti haaye
Main hoon aag dahekti haaye
Ye mast adaaye haaye
Bijali si giraaye haaye
Main hoon phoolo ki narmi haaye
Main hoon sholo ki garmi
Saanso ki garmiyan uff toba
Haan saanso ki garmiyan uff toba
Baahon ki mastiyan uff toba
Main lajawaab hoon khilta gulaab hoon
Baahon mein le ley mujhe uff toba
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Main lajawaab hoon khilta gulaab hoon
Baahon mein le ley mujhe uff toba
Gorey gorey gaal mere uff toba
Kaley kaley baal mere uff toba
Toba toba...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Gore Gore Gaal Mere

Gore Gore Gaal Mere is a song from Veer 1995. It is sung by Dilip Sen, Sushma Shrestha. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Veer 1995 album song list for more songs and album details.