Gore Gore Gaal Lyrics, Singer & Song Details

Jai Vikraanta 1995 album cover

Jai Vikraanta 1995 Album Details

Sultan Ahmed
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sanjay Dutt, Zeba Bakhtiar, Amrish Puri

album songs
Gore Gore Gaal
Singer : Poornima

Gore Gore Gaal Lyrics

Song Title = Gore Gore Gaal
Movie/album = Jai Vikraanta (1995)
Singers = Poornima
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Sultan Ahmed
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman
Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman
Jaan ke dushman aan ke dushman
Ban gaye meri uljhan
Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman
Jaan ke dushman aan ke dushman
Ban gaye meri uljhan
Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman

Bairi duniya pichhe pad gayi hari main deewani
Jina ho gaya mushkil jab se aayi shok jawani
Bairi duniya pichhe pad gayi hari main deewani
Jina ho gaya mushkil jab se aayi shok jawani
Mere nain nashile, mere ang rashile
Mera roop gulabi, meri chal sharabi
Aate jate dekhe sare mera khilta joban
Honth sajile laal meri jaan ke dushman
Honth sajile laal meri jaan ke dushman
Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman

Ishq mohabbat mera majhhab, prem hai meri puja
Mere mann mandir mein premi aur na koi duja
Ishq mohabbat mera majhhab, prem hai meri puja
Mere mann mandir mein premi aur na koi duja
Tu yaar hai mera, haye rabba
Dildar hai mera, haye rabba
Maine pyar kiya hai, haye rabba
Ikrar kiya hai, haye rabba
Mere seene mein dhadke hai tere dil ki dhadkan
Umar ke athra saal meri jaan ke dushman
Umar ke athra saal meri jaan ke dushman
Jaan ke dushman aan ke dushman
Ban gaye meri uljhan
Gore gore gaal meri jaan ke dushman
Kale kale baal meri jaan ke dushman...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Gore Gore Gaal

Gore Gore Gaal is a song from Jai Vikraanta 1995. It is sung by Poornima. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Jai Vikraanta 1995 album song list for more songs and album details.