Gokul Ki Galiyon Ka Lyrics, Singer & Song Details

Raaste Pyar Ke 1982 album cover

Raaste Pyar Ke 1982 Album Details

V B Rajendra Prasad
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi

album songs
Gokul Ki Galiyon Ka
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Gokul Ki Galiyon Ka Lyrics

Song Title = Gokul Ki Galiyon Ka
Movie/Album = Raaste Pyar Ke (1982)
Singer(s) = Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Music Director(s) = Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s) = Anand Bakshi

Mp3 Songs Lyrics

((gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala) - (2)
kaale ne sabko ang lagaake kaale rang mein rang daala
gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala

lo chandan ka tika laga do - (2)
mohan ko manmohan bana do
mor mukut isako pehana do
haathon mein murali pakada do
murali bana loon muh se laga loon aa tohe o brijbaala
gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala

jamuna kinaare apana thikaana - (2)
paniya bharan tu panghat pe aana
ghunghat mein phir yeh mukhada chhupaana
chhedega tujhako saara jamaana
dhamaki deta hai bilkul
deta hai dhamaki todake mataki maakhan churaane waala
gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala

(pakada gaya chhaliya sab dekhe
bhaagega kaise yeh abb dekhe) - (2)
mera dhang mere dhab dekha, aaj tamaasha sab dekhe
kisi jatan se nahi kisi ke haath mein aanewaala
gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala
kaale ne sabko ang lagaake kaale rang mein rang daala
gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
gore se ho gaya kaala..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Gokul Ki Galiyon Ka

Gokul Ki Galiyon Ka is a song from Raaste Pyar Ke 1982. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Raaste Pyar Ke 1982 album song list for more songs and album details.