God Allah Aur Bhagwan Lyrics, Singer & Song Details

Krrish 3 2013 album cover

Krrish 3 2013 Album Details

Rakesh Roshan
Rajesh Roshan
Sameer
Kangana Ranaut, Hrithik Roshan, Vivek Oberoi, Priyanka Chopra

album songs
God Allah Aur Bhagwan
Singer : Sonu Nigam, Shreya Ghoshal

God Allah Aur Bhagwan Lyrics

Song Title = God Allah Aur Bhagwan
Movie/Album = Krrish 3 2013
Singer = Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Music = Rajesh Roshan
Lyrics = Sameer Anjaan

Mp3 Song Lyrics

((God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
Aaya zameen pe lekar woh
Upar waale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan (- 2)

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan

Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
Kahin na kahin woh
Hum sab mein hai (- 2)

Sab mein woh chhupa hai
Usey pehchaan le
Uska jo iraada hai
Hum thaan lein (- 2)

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan (- 2)

Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada (- 2)

Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum (- 2)

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan (- 2))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About God Allah Aur Bhagwan

God Allah Aur Bhagwan is a song from Krrish 3 2013. It is sung by Sonu Nigam, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Krrish 3 2013 album song list for more songs and album details.