Glamorous Ankhiyaan Glamorous Lyrics, Singer & Song Details

Ek Paheli Leela 2015 album cover

Ek Paheli Leela 2015 Album Details

Bobby Khan
Meet Bros Anjjan
Kumaar
Jay Bhanushali Sunny Leone

album songs
Glamorous Ankhiyaan Glamorous
Singer : Krishna Beura

Glamorous Ankhiyaan Glamorous Lyrics

Song Lyrics Title = Glamorous Ankhiyaan
Song Lyrics Movie = Ek Paheli Leela (2015)
Singer = Krishna Beura
Music = Meet Bros Anjjan
Lyrics = Kumaar
Music On = T-Series


Mp3 Song Lyrics


Thaare liye chhode takht o taaj
Mhaare dil pe tu kar le raaj
Thaare liye chhode takht o taaj
Mhaare dil pe tu kar le raaj

O re piya, o re piya
Morey piya, morey piya
Teri glamorous ankhiyaan, glamorous akhiyaan
Ban gayi mori sakhiyan, glamorous akhiyan (2)

O...

Ud ud jaave mori chunariya
Ud ud jaave mori chunariya
Tore piche bhaage morey sanwariya
Tore piche bhaage morey sanwariya

Mere dil ki tu sun aawaaj
Morey prem ki rakh le laaj
Mere dil ki tu sun aawaaj
Morey prem ki rakh le laaj

Ye jaagirein dil jaagirein
Ye jaagirein dil jaagirein
Tere liye maine rakhiyaan, glamorous akhiyan
Ban gayi mori sakhiyan.. glamorous akhiyan

Dil ki deewaron pe teri tasveerein
Dil ki deewaron pe teri tasveerein
Haathon mein tere hain meri taqdeerein
Haathon mein tere hain meri taqdeerein

Ishq mein tere saanjh savere
Ishq mein tere saanjh savere
Maine kiye hain sajde tere
Maine kiye hain sajde tere

Tu na jaane.. tu na jaane..
Tu na jaane.. tu na jaane..
tose yaariyan hai pakkiyan, glamorous akhiyan
Ban gayi mori sakhiyan, glamorous akhiyan

O re piya o re piya
Morey piya morey piya
Teri glamorous ankhiyaan, glamorous akhiyaan
Ban gayi mori sakhiyan.. glamorous ankhiyaan

O...

Glamorous ankhiyaan..


Posted by : {Anamika Tyagi}

Glamorous Ankhiyaan Glamorous Video

About Glamorous Ankhiyaan Glamorous

Glamorous Ankhiyaan Glamorous is a song from Ek Paheli Leela 2015. It is sung by Krishna Beura. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Meet Bros Anjjan. Read the lyrics above and view the Ek Paheli Leela 2015 album song list for more songs and album details.