Ghussa Itna Haseen Hai Lyrics, Singer & Song Details

Maryada 1971 album cover

Maryada 1971 Album Details

Aravind Sen
Kalyanji, Anandji
Anand Bakshi
Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Mala Sinha

album songs
Ghussa Itna Haseen Hai
Singer : Kishore Kumar

Ghussa Itna Haseen Hai Lyrics

Song Title = Ghussa Itna Haseen Hai
Movie/Album = Maryada (1971)
Music Director = Kalyanji Anandji
Singers = Kishore Kumar
Lyricist = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((gussa..
gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga

are aisa jab inkaar hai to
iqraar kaisa hoga
iqraar kaisa hoga

palkein..
palkein uthi hui si hain
aankhein jhuki hui si hain
palkein uthi hui si hain
aankhein jhuki hui si hain
dilkash raseele hothon pe
baaten ruki hui si hain

khamoshi..
khamoshi aisi hai to izhaar kaisa hoga
izhaar kaisa hoga

gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga

dekhun
dekhun agar to ghabraye
chhoo loon agar to sharmaaye
dekhun agar to ghabraaye
chhoo loon agar to sharmaaye

chhedoon zara sa to
haaye maare sharam ke mar jaaye
tauba tauba
tauba

tauba aisa sharmeela
dildaar kaisa hoga
dildaar kaisa hoga

gussa itna haseen hai to
pyaar kaisa hoga
o pyar kaisa hoga..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ghussa Itna Haseen Hai

Ghussa Itna Haseen Hai is a song from Maryada 1971. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Kalyanji, Anandji. Read the lyrics above and view the Maryada 1971 album song list for more songs and album details.