Ghungroo Ki Tarah Lyrics, Singer & Song Details

Chor Machaye Shor 1974 album cover

Chor Machaye Shor 1974 Album Details

Ashok Roy
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Shashi Kapoor, Mumtaz, Asrani

album songs
Ghungroo Ki Tarah
Singer : Kishore Kumar

Ghungroo Ki Tarah Lyrics

Song Title = Ghungroo Ki Tarah
Movie/Album Name = CHOR MACHAAYE SHOR
Singer(s) = Kishore Kumar
Lyricist = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain

Mp3 Song Lyrics

((Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Kabhi iis pagh me
Kabhi oos pagh me
Bandhta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Kabhi toot gaya
Kabhi toda gaya
Sau baar mujhe
Phir joda gaya
Kabhi toot gaya
Kabhi toda gaya
Sau baar mujhe
Phir joda gaya
Yuhi loot loot ke aur meet meet ke
Banta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Mein karta raha
Auron ki kahi
Meri baat mere
Mann hi me rahi
Mein karta raha
Auron ki kahi
Meri baat mere
Mann hi me rahi
Kabhi mandir me
Kabhi mehfil me
Sajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein

Apnon me rahe
Ya gairon me
Ghungroo ki jagah
To hai pairon me
Apnon me rahe
Ya gairon me
Ghungroo ki jagah
To hai pairon me
Phir kaisa gila
Jag se jo mila
Sahta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Ghungroo ki tarah
Bajta hi raha hoon mein
Bajta hi raha hoon mein .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ghungroo Ki Tarah

Ghungroo Ki Tarah is a song from Chor Machaye Shor 1974. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Chor Machaye Shor 1974 album song list for more songs and album details.