Ghungroo Bandh Liye Lyrics, Singer & Song Details

Shera Shamshera 1990 album cover

Shera Shamshera 1990 Album Details

S R Pratap
Bappi Lahiri
Anjaan
Raj Babbar, Sonam, Kabir Bedi, Farha, Asha Sharma, Raza Murad, Amrit Pal

album songs
Ghungroo Bandh Liye
Singer : Asha Bhosle

Ghungroo Bandh Liye Lyrics

Song Title = Ghungroo Bandh Liye
Movie/album = Shera Shamshera (1990)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = Anjaan
Music Director = Bappi Lahiri
Director = S R Pratap

Mp3 Song Lyrics

((rup ka bada garur tha mujhko rang ka bada guman
iski rup ke karan pad gayi muskil me meri jan
mujhe rup ne kahi ka na choda aise galiyo me lake choda
ke ghunghru bandh liye maine ye ghunghru bandh liye

bujh gaye suraj chand sitare rah gaye mere sath andhere
husn ki galiya jannat meri ghunghru aaj nasib hai mere
kaha jana tha mai kaha chali aayi
aisi kismat ne thokar lagayi maine ye ghunghru bandh liye
maine ye ghunghru bandh liye maine ye ghunghru bandh liye
mujhe rup ne kahi ka na choda aise galiyo me lake choda
ke ghunghru bandh liye maine ye ghunghru bandh liye
maine ye ghunghru bandh liye))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ghungroo Bandh Liye

Ghungroo Bandh Liye is a song from Shera Shamshera 1990. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Shera Shamshera 1990 album song list for more songs and album details.