Ghoor Ghoor Ke Lyrics, Singer & Song Details

Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 album cover

Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 Album Details

Ravindra Gautam
Ram Sampath
Sandeep Nath
Anupam Kher, Neha Dhupia, Divyendu Sharma

album songs
Ghoor Ghoor Ke
Singer : Sona Mohapatra

Ghoor Ghoor Ke Lyrics

Song Title = Ghoor Ghoor Ke
Movie/album = Ekkees Toppon Ki Salaami (2014)
Singers = Sona Mohapatra
Song Lyricists = Sandeep Nath
Music Director = Ram Sampath
Director = Ravindra Gautam
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Mera nain kamal komal chanchal
Meri chitt bann ghata niraali hai
Tu natkhat bhawra prem chunet
Mere yuvna pusp ka maali hai

Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

Jab meri sharan mein aata hai
Ek perm ka deep jalata hai
Phir tujhko kuch na bhaata hai
Tu bas mera ho jaata hai
Nahi prem se badhkar rajpaath
Singhasan aur lok laaj
Dhol lagte suhaane hai door door ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

Koyi madh itna bhi madhir nahi
Jitni meri angdaayi hai
Koyi madh itna bhi madhir nahi
Jitni meri angdaayi hai
Har roop mera tujhko pulkit
Mera rom rom purwaayi hai
Tu prm nagar ka waasi
Main prem nagar ki rani
Maine pooye pakaye hai choor choor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
Yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

Mera nain kamal komal chanchal
Meri chitt bann ghata niraali hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ghoor Ghoor Ke

Ghoor Ghoor Ke is a song from Ekkees Toppon Ki Salaami 2014. It is sung by Sona Mohapatra. Lyrics are credited to Sandeep Nath. Music information: Ram Sampath. Read the lyrics above and view the Ekkees Toppon Ki Salaami 2014 album song list for more songs and album details.