Ghir Ke Baras Ye Ghatayein Lyrics, Singer & Song Details

Do Roti 1957 album cover

Do Roti 1957 Album Details

Ismail Memon
Roshanlal Nagrath
Khumar Barabankvi
Nirupa Roy, Balraj Sahni, Johnny Walker

album songs
Ghir Ke Baras Ye Ghatayein
Singer : Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Ghir Ke Baras Ye Ghatayein Lyrics

Song Title = Ghir Ke Baras Ye Ghataye
Movie/Album = Do Roti (1957)
Singers = Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = Ismail Memon

Mp3 song lyrics

((Ghir ke barse ye ghataye to maja aaj aaye
Aap ghar jane na paye to
To maja to maja aaj aaye
Ghir ke barse ye ghataye

Pyara pyara hai samma aarzu bhi hai jawa
Pyara pyara hai samma aarzu bhi hai jawa
Dil sambhalta hi o ruth jana na kahi
Dil sambhalta hi o ruth jana na kahi
Ho oo aa ha ha
Ruthe hum to aap manaye to maja aaj aaye
Aap ghar jane na paye to
To maja to maja aaj aaye
Ghir ke barse ye ghataye

Yu na tapayie ji hose mein aayie ji
Yu na tapayie ji hose mein aayie ji
Chhayi hai udh ghata achha ji fir hume kya
Chhayi hai udh ghata achha ji fir hume kya
Aap ankho se pilaye to maja aa jaye
Aap ghar jane na paye to
To maja to maja aaj aaye
Ghir ke barse ye ghataye

Hatho mein hath rahe aap ka sath rahe
Hatho mein hath rahe aap ka sath rahe
Hum kahi dur chale dekhne vale jale
Hum kahi dur chale dekhne vale jale
Ho ho hu hu
Jalane walo ko jalaye to maja aa jaye
To maja aa jaye
Aap ghar jane na paye to
To maja to maja aaj aaye
Ghir ke barse ye ghataye...))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Ghir Ke Baras Ye Ghatayein

Ghir Ke Baras Ye Ghatayein is a song from Do Roti 1957. It is sung by Geeta Dutt, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Do Roti 1957 album song list for more songs and album details.