Ghar Se Nikalte Hi Lyrics, Singer & Song Details

Papa Kehte Hain 1996 album cover

Papa Kehte Hain 1996 Album Details

Mahesh Bhatt
None
None
Jugal Hansraj, Mayuri Kango

album songs
Ghar Se Nikalte Hi
Singer : Sonu Nigam

Ghar Se Nikalte Hi Lyrics

Song Title = Ghar Se Nikalte Hi
Movie/Album = Papa Kehte Hain (1996)
Singer(s) = Sonu Nigam

Mp3 Song Lyrics

((ghar Se Nikalte Hi, Kuch Door Chalte Hi
raste Main Hai Uska Ghar, Kal Subah Dekha To
baal Banati Vo, Khidki Main Aayi Nazar ) -2
ghar Se Nikalte Hi ..

masoom Chegra, Neechi Nigahain
bholi Se Ladki, Bholi Aadayan
ja Apsara Hai, Na Vo Pari Hai
lekin Yeh Uski, Jadoogari Hai
deewana Kar De Vo, Ik Rang Bhar De Vo
sharma Ke Dekhe Jidhar.
ghar Se Nikalte Hi...

karta Hoon Uske, Ghar Ke Main Phere
hansne Lage Hain, Ab Dost Mere
sach Kah Raha Hoon, Uski Ki Kasam Hai
main Phir Bhi Khush Hoon, Bus Ek Gam Hai
jisse Pyaar Karta Hoon, Main Jispe Marta Hoon
usko Nahi Hai Khabar.
ghar Se Nikalte Hi...

ladki Hai Jaise, Koi Paheli
kal Jo Mili Mujhko, Uski Saheli
maine Kaha Usko, Jake Yeh Kahna
achha Nahi Hai, Yoon Door Rahna
kal Shaam Nikle Vo, Ghar Se Tahelne Ko
milna Jo Chahe Agar.
ghar Se Nikalte Hi ... ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ghar Se Nikalte Hi

Ghar Se Nikalte Hi is a song from Papa Kehte Hain 1996. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Papa Kehte Hain 1996 album song list for more songs and album details.