Ghar Ke Murgi Daal Brabar Lyrics, Singer & Song Details

Street Singer 1966 album cover

Street Singer 1966 Album Details

Chandrashekhar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
David Abraham, Agha, Bela Bose, Chandrashekhar, Helen, Manmohan Krishna, Madan P

album songs
Ghar Ke Murgi Daal Brabar
Singer : Mohammed Rafi

Ghar Ke Murgi Daal Brabar Lyrics

Song Title = Ghar Ke Murgi Daal Brabar
Movie/Album = Street Singer (1966)
Singer = Mohd. Rafi
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Chandra Shekhar

Mp3 Song Lyrics

((wo phul sar chada jo chaman se nikla gaya
izzat use mili jo watan se nikal gaya
ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar
koi na puche bat bhi aakar nam jara bhi kuch ho
dunia aakar gale lagaye ghar ki murgi dal barabar
ghar ki murgi dal barabar

kal to hum or the aaj hum or hai
kya se kya ho gaya aag me daur hai
kal to hum or the aaj hum or hai
kya se kya ho gaya aag me daur hai
ye watan bhi mera meharba ho gaya
ye watan bhi mera meharba ho gaya
ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya
ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar

kya kahu majra har sanam hai fida
ban gayi dosti dusmani ye ada
kya kahu majra har sanam hai fida
ban gayi dosti dusmani ye ada
jo kabhi dur tha paas wo aa gaya
jo kabhi dur tha paas wo aa gaya
aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi dal barabar
ghar ki murgi dal barabar

ha wohi to bada jo badal de jaha
na mile wo jami gir pade aasma
ha wohi to bada jo badal de jaha
na mile wo jami gir pade aasma
mai yaha mai waha har taraf chha gaya
mai yaha mai waha har taraf chha gaya
chha gaya chha gaya chha gaya
ghar ki murgi dal barabar koi na puche bat bhi aakar
nam jara bhi kuch ho ajye dunia aakar gale lagaye
ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ghar Ke Murgi Daal Brabar

Ghar Ke Murgi Daal Brabar is a song from Street Singer 1966. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Street Singer 1966 album song list for more songs and album details.