Ghar Apna Bangal Aur Bombai Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Ka Badla Khoon 1978 album cover

Khoon Ka Badla Khoon 1978 Album Details

Kalpataru
Omkar Prasad Nayyar
Shamsul Huda Bihari
Vinod Khanna, Mahendra Sandhu, Asha Sachdev

album songs
Ghar Apna Bangal Aur Bombai
Singer : Vani Jairam, Pushpa Pagdhare

Ghar Apna Bangal Aur Bombai Lyrics

Song Title = Ghar Apna Bangal Aur Bombai
Movie/Album = Khoon Ka Badla Khoon (1978)
Singer = Vani Jairam, Pushpa Pagdhare, Uttara Kelkar
Song Lyricists = S H Bihari
Music Composer = O P Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((ghar apna bangal aur hai bambai me sasural
dekh ib kya hoga
hirni jaisi chal chal me jadu hai kamal
dekh ib kya hoga
ghar apna bangal aur hai bambai me sasural
dekh ib kya hoga

mera dil bhi janejaa hua hai abhi jawa
nachu mai gali gali
ho tere jaisa naujawa milega mujhe kaha
sochu mai khadi khadi
hum pagal behal kya kare balma nenital
dekh ib kya hoga
hum pagal behal kya kare balma nenital
dekh ib kya hoga
ghar apna bangal aur hai bambai me sasural
dekh ib kya hoga

bachti bachati hui nikali hu ghar se
o ankhiyo ke tir phenke koi idhar se
koi diwana mare siti udhar se
hoye naina mere hai katar
banke aaye paharedar
chhamkchhalo o raja laga le tu gale
jawani jaipur ki mere yaar
chunri us par chhapedar
chhamkchhalo o raja laga le tu gale
jawani jaipur ki mere yaar

hum teri mehfil se khali hath kaise jayenge
ya hume tadpao tum ya hum tumhe tadpayenge
ya hume tadpao tum ya hum tumhe tadpayenge
hum teri mehfil se khali hath kaise jayenge
ya hume tadpao tum ya hum tumhe tadpayenge
ya hume tadpao tum ya hum tumhe tadpayenge
dur se kaise bhala hum pyar ki bate kare
fasle ghat jayenge kuch tum chalo kuch hum chale
kuch tum chalo kuch hum chale
hai maza jab pyar me tum bhi chalo h..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ghar Apna Bangal Aur Bombai

Ghar Apna Bangal Aur Bombai is a song from Khoon Ka Badla Khoon 1978. It is sung by Vani Jairam, Pushpa Pagdhare. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Khoon Ka Badla Khoon 1978 album song list for more songs and album details.