Gham Diye Mustaqil Lyrics, Singer & Song Details

Shahjehan 1946 album cover

Shahjehan 1946 Album Details

Abdul Rashid Kardar
None
None
Ragini, K. L. Saigal, Kanwar, Nasreen, P. Jairaj

album songs
Gham Diye Mustaqil
Singer : Kundan Lal Saigal

Gham Diye Mustaqil Lyrics

Song Title = Gham Diye Mustaqil
Movie/Album = Shahjehan (1946)
Singer = K.L Saigal

Mp3 Song Lyrics

((Gham diye mustaqil, kitanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa
haay haay ye zaalim zamaanaa

de uthe daag lau, unase ai maah-e-nau, kah sunanaa
haay haay ye zaalim zamaanaa

(dil ke haathon se daaman chhudaakar
Gham ki nazaron se nazaren bachaakar)-2
uthake vo chal diye, kahate hii rah gaye, ham fasaanaa
haay haay ye zaalim zamaanaa

(koi meri ye rudaad dekhe, ye muhabbat ki bedaad dekhe)-2
phoonk raha hai jigar, pad rahaa hai magar muskuraana
haay haay ye zaalim zamaanaa

Gham diye mustaqil, kitanaa naazuk hai dil, ye na jaanaa
haay haay ye zaalim zamaanaa))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Gham Diye Mustaqil

Gham Diye Mustaqil is a song from Shahjehan 1946. It is sung by Kundan Lal Saigal. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shahjehan 1946 album song list for more songs and album details.