Geet Amar Ho Jaye Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ki Rahen 1973 album cover

Dil Ki Rahen 1973 Album Details

B.R. Ishara
Madan Mohan Kohli
Naqsh Lyallpuri
Rakesh Pandey, Rehana Sultan, Sulochana Latkar

album songs
Geet Amar Ho Jaye
Singer : Manna Dey, Usha Mangeshkar

Geet Amar Ho Jaye Lyrics

Song Title = Geet Amar Ho Jaaye
Movie/album = Dil Ki Rahen (1973)
Singers = Manna Dey, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = B.R. Ishara
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaaye
Yeh geet amar ho jaaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaaye
Yeh geet amar ho jaaye
Bol rasile hotho
Pe aise saja lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo

Jadu jage sur sargam ka
Aashao ka rup khile jadu jage
Jadu jage sur sargam ka
Aashao ka rup khile
Do hai rahe sukh sapno ki
Har pal sheetal dup khile
Tum sangeet ko jivan
Meet bana lo
Tum sangeet ko jivan
Meet bana lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo

Jhum uthe yeh
Sang ki bela
Jhum uthe yeh
Sang ki bela
Barsati bunde barsao
Lehke mehke jivan mein
Aisi kaliya bikhrao
Sawan ke tum sare
Rang chura lo
Sawan ke tum sare
Rang chura lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo

Dhimi dhimi ley par vyakul
Dhadkan ko bhi gane do
Dhimi dhimi
Dhimi dhimi ley par vyakul
Dhadkan ko bhi gane do
Aaj milan ke aangan mein
Tum ujiyara ho jaane do
Man ke dware preet
Ke geet jala lo
Man ke dware preet
Ke geet jala lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo
Yeh geet amar ho jaye
Yeh geet amar ho jaye
Apne suro mein mere
Suro ko basa lo...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Geet Amar Ho Jaye

Geet Amar Ho Jaye is a song from Dil Ki Rahen 1973. It is sung by Manna Dey, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Dil Ki Rahen 1973 album song list for more songs and album details.