Gahre Halke Halke Gahre Lyrics, Singer & Song Details

Duniya 1984 album cover

Duniya 1984 Album Details

Ramesh Talwar
Rahul Dev Burman
Javed Akhtar
Ashok Kumar, Dilip Kumar, Rishi Kapoor

album songs
Gahre Halke Halke Gahre
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Gahre Halke Halke Gahre Lyrics

Song Lyrics Title = Gahre Halke Halke Gahre
Song Lyrics Movie = Duniya (1984)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ramesh Talwar
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Gehare halake halake gehare
Chhaaye shaam ke saaye
Dheere dheere haule haule
Dil ki dhadkan gaaye
Tum ho main hoon aur tanhaayiya,
Tan mein jaagi hai angdaayiya

Gehare halake halake gehare
Chhaaye shaam ke saaye
Dheere dheere haule haule
Dil ki dhadkan gaaye
Tum ho main hoon aur tanhaayiya,
Tan mein jaagi hai angdaayiya

Mausam yeh kya nayi reet hai
Mausam yeh kya nayi reet hai
Thandi hawao mein sangeet hai
Purwa san san gunje ban ban,
Koyal shor machaaye
Tum ho main hoon aur tanahaayiya,
Dheemi dheemi hai shehnaayiya

Palako pe jaise ghata chha gayi
Palako pe jaise ghata chha gayi
Baahon ke ghere mein main aa gayi
Barakha dhar dhar barase
jhar jhar mann mein aag lagaaye
Tum ho main hoon aur tanahaayiya,
Bheegi bheegi hai parchhayiya

Rangin dil ke fasaane huye
Rangin dil ke fasaane huye
Hum tum toh jaise deewaane huye
Mehaki mehaki behaki behaki
Rut ne hosh udaaye
Tum ho main hoon aur tanahaayiya,
Gulshan gulshan hai ruswaaiya
Gehare halake halake gehare
Chhaaye shaam ke saaye
Dheere dheere haule haule
Dil ki dhadkan gaaye
Tum ho main hoon aur tanhaayiya,
Tan mein jaagi hai angdaayiya.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Gahre Halke Halke Gahre

Gahre Halke Halke Gahre is a song from Duniya 1984. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Duniya 1984 album song list for more songs and album details.