Ga Mere Sang Lyrics, Singer & Song Details

Gunahon Ka Faisla 1988 album cover

Gunahon Ka Faisla 1988 Album Details

Shibu Mitra
Bappi Lahiri
None
Shatrughan Sinha, Dimple Kapadia, Chunky Pandey

album songs
Ga Mere Sang
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar

Ga Mere Sang Lyrics

Song Title = Ga Mere Sang
Movie/Album = Gunahon Ka Faisla (1988)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Shibu Mitra

Mp3 Song Lyrics

((Kal tak chhaya thaa ek sapna
Sapna wo sach ho gaya
Sab neeli aankhon mein teri
Pyaasa ye mann kho gaya

Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Mujh kahan thaa patta
Ye pyaar hota hain kyaa
Kyaa jaane kaise kahana
Tune ye dil chhu liye
Mujh kahan thaa patta
Ye pyaar hota hain kyaa
Kyaa jaane kaise kahana
Tune ye dil chhu liye
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya

Tere bina kyaa main yahan
Tere bina kuch nahi
Saath tere saara jahan
Jannat se bhi hain haseen
Tere bina kyaa main yahan
Tere bina kuch nahi
Saath tere saara jahan
Jannat se bhi hain haseen
Tere haseen roop mein
Kyaa jaane jaadu hain kyaa
Dekhe bina ab tujhe dil ye nahi maanata
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya

Kal tak yahin paayal mere
Paaon ki zanjeer thi
Ab geet hain chham chham ka ye
Jhankaar hain pyaar ki
Kal tak yahin paayal mere
Paaon ki zanjeer thi
Ab geet hain chham chham ka ye
Jhankaar hain pyaar ki
Ho kyaa rang leke mere
Jeevan mein tu aagayi
Saanson mein baske mere
Sapno mein chha gayi
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Prem ke rang mein ab ang rang de
Aise ang lagaa
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Ga ga ga mere sang pyaar ka geet naya
Pyaar ka geet naya
Ho pyaar ka geet naya......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ga Mere Sang

Ga Mere Sang is a song from Gunahon Ka Faisla 1988. It is sung by Asha Bhosle, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to None. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Gunahon Ka Faisla 1988 album song list for more songs and album details.