Fatak Fatak Fatak Lyrics, Singer & Song Details

Kaminey 2009 album cover

Kaminey 2009 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amole Gupte

album songs
Fatak Fatak Fatak
Singer : Kailash Kher, Sukhwinder Singh

Fatak Fatak Fatak Lyrics

Song Title = Fatak Fatak Fatak
Movie/Album = Kaminey (2009)
Singers = Kailash Kher, Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Yeh bhanwara bhanwara aaya re, ki bhanwara bhanwara aaya

re
Yeh bhanwara bhanwara aaya re, bhanwara bhanwara aaya re
Fatak, fatak
Ki gungun karata aaya re fatak, fatak
Bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak

Are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka
Are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka

Kaan me itr gayaava re fatak fatak
Ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re
Ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak
Ginati na karna isaki yaaro mein, aawaara ghumein

galiyaaro mein
Ginati na karna isaki yaaro mein, aawaara ghumein

galiyaaro mein
Yeh chipaku hamesha sataayega, yeh jaayega phir laut

aayega
Khun ke mele katare hai, jaan ke saare khatare
Ke aaya ke aaya ke aaya raat ka jaaya re fatak fatak
Ki aaya fatak ki aaya fatak ki aaya raat ka jaaya re fatak

Jitana bhi juth bole thoda hai, kidon ki basti ka makoda

hai
Jitana bhi juth bole thoda hai, kidon ki basti ka makoda

hai
Yeh raaton ka bichchhu hai kaatega, yeh zehreela hai zeher

chaatega
Darwaazon mein kunde do dafa karo yeh gunde yeh shaitaan

ka saaya re
Fatak fatak
Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Yeh sun sun karat galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re
Yeh ishq nahi aasaan, aji yeh isaka khatara hai
O o o o patvaar pehan jaana, yeh aag ka dariya hai
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na
Ke naiya dube na, re bhawara kaate na...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Fatak Fatak Fatak

Fatak Fatak Fatak is a song from Kaminey 2009. It is sung by Kailash Kher, Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Kaminey 2009 album song list for more songs and album details.