Fakr Hai Aadmi Lyrics, Singer & Song Details

Mr Ya Miss 2005 album cover

Mr Ya Miss 2005 Album Details

Antara Mali, Satchit Puranik
Nitin Raikwar
Nitin Raikwar
Antara Mali, Aftab Shivdasani, Ritesh Deshmukh

album songs
Fakr Hai Aadmi
Singer : Sonu Nigam

Fakr Hai Aadmi Lyrics

Song Title = Fakr Hai Aadmi
Movie/Album = Mr. Ya Miss (2005)
Singer = Sonu Nigam
Lyricist = Nitin Raikwar,
Music Director = Nitin Raikwar

Mp3 Song Lyrics

((fakra hain mujhe main hu aurat
har aadmi ki jarurat
mujhsi nahi koi adaa
mujhsa nahi koi nasha samjhe
fakra hain mujhe main hu aurat
har aadmi ki jarurat
mujhsi nahi koi adaa
mujhsa nahi koi nasha samjhe

itihaas mujhse hai main hu itihaas mein
har baat mujhase hey main hu har baat mein
itihaas mujhse hai main hu itihaas mein
har baat mujhase hey main hu har baat mein
aaj kisise bhi main hu nahi kam
saara zamana chume mere kadam
aur kahu kya tumse
fakra hain mujhe main hu aurat
har aadmi ki jarurat

sabse badi jung manspasand hu main
udati patang chahu toh sang hu main
sabse badi jung manspasand hu main
udati patang chahu toh sang hu main
raaz aaisa hu na jaane koi
sochu main kya na pehchaane koi
aur kahu kya tumse
fakra hain mujhe main hu aurat
har aadmi ki jarurat..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Fakr Hai Aadmi

Fakr Hai Aadmi is a song from Mr Ya Miss 2005. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Nitin Raikwar. Read the lyrics above and view the Mr Ya Miss 2005 album song list for more songs and album details.