Election Men Malik Ke Ladke Lyrics, Singer & Song Details

Aansoo Ban Gaye Phool 1969 album cover

Aansoo Ban Gaye Phool 1969 Album Details

Satyen Bose
Laxmikant , Pyarelal
Taj Bhopali
Deb Mukherjee, Alka, Ashok Kumar

album songs
Election Men Malik Ke Ladke
Singer : Kishore Kumar

Election Men Malik Ke Ladke Lyrics

Song Lyrics Title = Election Men Malik Ke Ladke
Song Lyrics Movie = Aansoo Ban Gaye Phool 1969
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Taj Bhopali
Music Composer = Laxmikant - Pyarelal
Director = Satyen Bose
Music Label = Saregama


Mp3 Song Mp3 Song Lyrics

((Election me malik ke ladke khade hai
Are inhe kam na samajho
Ye khud bhi bade hai
Inke siva vote ka ka ka hakdar kon hai
Inse lade chunaav vo gaddar kon hai
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vote for baap ka laal
Are vote for baap ka laal

Is sahar bar me jitne hai akhbar inke hai
Is sahar bar me jitne hai akhbar inke hai
Kale safed saikado vayapar inke hai
Sab haspatal inke hai bimar inke hai
Parnaam lakh baar karo inko vote do
Vado ka aitbaar karo inko vote do ha
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do

Aise saput ab hai kaha apne desh me
Ek yahi to hai
Aise saput ab hai kaha apne desh me
Bhagwan aa gaye hai insaa ke besh me
Chanda diya inhone freedom ke kesh me
Sab inki jai jai kar karo inko vote karo
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do

Har chees inki dass hai harsay gulam hai
Aji chandi ka jhuta inke pass hai
Har chees inki dass hai harsay gulam hai
Jinda inhi ke dham se sarfat ka kam hai
Logo ka dil kharidana bas inka kam hai
Are kuch to khyale yaar karo inko vote do
Vado ka vado ka vado ka
Vado ka aitbaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Ab chahe kisi se pyaar karo inko vote do
Vote for baap ka laal
Vote for baap ka laal.. ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Election Men Malik Ke Ladke

Election Men Malik Ke Ladke is a song from Aansoo Ban Gaye Phool 1969. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Taj Bhopali. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aansoo Ban Gaye Phool 1969 album song list for more songs and album details.