Ek Woh Din Bhi The Lyrics, Singer & Song Details

Chachi 420 1997 album cover

Chachi 420 1997 Album Details

Kamal Haasan
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Kamal Haasan, Amrish Puri, Om Puri

album songs
Ek Woh Din Bhi The
Singer : Rekha Bhardwaj

Ek Woh Din Bhi The Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Woh Din Bhi The
Song Lyrics Movie = Chachi 420
Singers = Rekha Bhardwaj
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Vishal Bhardwaj
Director = Kamal Hassan
Music Label = Shemaroo
Release on = 19th December, 1998

Mp3 Song Lyricss

((Ek woh din bhi the
Ek yeh din bhi hain
Ek woh din bhi the
Ek yeh din bhi hain
Ek woh raat thi, ek ye raat hai
Raat yeh bhi guzar jaayegi
Raat yeh bhi guzar jaayegi
Ek woh din bhi the
Ek yeh din bhi hain
Ek woh raat thi, ek ye raat hai
Raat yeh bhi guzar jaayegi
Raat yeh bhi guzar jaayegi

Koi aata hai palkon pe chalta hua
Ek aansu sunehri sa jalta hua
Koi aata hai palkon pe chalta hua
Ek aansu sunehri sa jalta hua
Khwab bujh jayenge
Raakh reh jayegi
Raat yeh bhi guzar jaayegi
Raat yeh bhi guzar jaayegi

Waqt saalon ki dhund se nikal jaayega
Tera chehera nazar se pighal jaayega
Waqt saalon ki dhund se nikal jaayega
Tera chehera nazar se pighal jaayega
Aankh band hogi to
Neend aa jaayegi
Raat ye bhi guzar jaayegi
Raat ye bhi guzar jaayegi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Woh Din Bhi The

Ek Woh Din Bhi The is a song from Chachi 420 1997. It is sung by Rekha Bhardwaj. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Chachi 420 1997 album song list for more songs and album details.