Ek Tum Hi Lyrics, Singer & Song Details

Red 2007 album cover

Red 2007 Album Details

Vikram Bhatt
Himesh Reshammiya
Sameer
Aftab Shivdasani, Celina Jaitley, Amrita Arora

album songs
Ek Tum Hi
Singer : Jayesh Gandhi

Ek Tum Hi Lyrics

Song Title = Ek Tum Hi
Movie/album = Red (2007)
Singers = Jayesh Gandhi
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Vikram Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Bewafaa tere sang wafaa ki umid kar baithe
Kya karein kya karein sanam hum to tumpe hi mar baithe

Ek tum hi bache the kya duniya mein dil lagaane ke liye

Tumne dil ko dhadakaaya, tumne dil ko tadpaaya
Tumne badi bechaini di, fir bhi tumpe pyaar aaya
Ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke

liye

Lamha lamha sanam, gujaara hain teri chaahat mein
Tanaha tanaha raha ye dil, hum jiye tere hasrat mein

Aafreen aafreen aafreen aafreen
Afreen tera chehra
Afreen teri aankhen
Tera pyaar paana hai, chaahe jo ho
Haal kya kar gaya, junoon dil ki bekaraari ka
Kis kadar chaaya rang ye, ulfaton ki khumaari ka
Haal kya kar gaya, junoon dil ki bekaraari ka
Kis kadar chaaya rang ye, ulfaton ki khumaari ka
Tumne dil ko dhadakaaya, tumne dil ko tadpaaya
Tumne badi bechaini di, fir bhi tumpe pyaar aaya
Ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke

liye
Ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke

liye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Tum Hi

Ek Tum Hi is a song from Red 2007. It is sung by Jayesh Gandhi. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Red 2007 album song list for more songs and album details.