Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar Lyrics, Singer & Song Details

Amar Kahani 1949 album cover

Amar Kahani 1949 Album Details

Brij Sharma
Bhagatram Batish, Husnlal Bati
Rajendra Krishan
Jairaj, Suraiya, Ranjana, Jagdish Mehta

album songs
Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar
Singer : Suraiya Jamaal Sheikh

Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar Lyrics

Song Title = Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar
Movie/album = Amar Kahani (1949)
Singers = Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Ek teri nazar ek meri nazar
Ek teri nazar ek meri nazar
Yu lad gayi aapas mein
Yu lad gayi aapas mein
Ek tera dil ek mera dil
Phir dono rahe na bas mein
Kaho yeh pyar nahi to kya
Kaho yeh pyar nahi to kya hai
Ek teri nazar ek meri nazar
Ek teri nazar ek meri nazar
Yu lad gayi aapas mein
Yu lad gayi aapas mein
Ek tera dil ek mera dil
Phir dono rahe na bas mein
Kaho yeh pyar nahi to kya
Kaho yeh pyar nahi to kya hai

Kuch tumne kaha kuch
Hamne kaha
Kuch dil se dil ki bat hui
Malum hua na dono ko
Kab din nikla kab rat hui
Aankho hi aankho mein hamne
Kuch khali aisi kasme
Kaho yeh pyar nahi to kya hai
Kaho yeh pyar nahi to kya hai
Ek teri nazar ek meri nazar
Ek teri nazar ek meri nazar
Yu lad gayi aapas mein
Yu lad gayi aapas mein
Ek tera dil ek mera dil
Phir dono rahe na bas mein
Kaho yeh pyar nahi to kya
Kaho yeh pyar nahi to kya hai

Kuch kahe bhi gaye kuch
Kahe na sake
Kuch kahne ka arman bhi hai
Hum us manzil par aa nikle
Jo mushkil bhi aasan bhi
Is duniya mein dekhi hamne
Duniya se nirali rashme
Kaho yeh pyar nahi to kya
Kaho yeh pyar nahi to kya hai
Ek teri nazar ek meri nazar
Ek teri nazar ek meri nazar
Yu lad gayi aapas mein
Yu lad gayi aapas mein
Ek tera dil ek mera dil
Phir dono rahe na bas mein
Kaho yeh pyar nahi to kya
Kaho yeh pyar nahi to kya hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar

Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar is a song from Amar Kahani 1949. It is sung by Suraiya Jamaal Sheikh. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Bhagatram Batish, Husnlal Bati. Read the lyrics above and view the Amar Kahani 1949 album song list for more songs and album details.