Ek Roz Hasana Hai Lyrics, Singer & Song Details

Falak 1987 album cover

Falak 1987 Album Details

Shashilal K. Nair
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Muqtida Hasan Nida Fazli
Rakhee Gulzar, Jackie Shroff, Shekhar Kapur

album songs
Ek Roz Hasana Hai
Singer : Mohammed Aziz

Ek Roz Hasana Hai Lyrics

Song Title = Ek Roz Hasana Hai
Movie/album = Falak (1987)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah

Mp3 Song Lyrics

((Chalati chaki dekh ke
Diya kabira roy
Do patan ke bich mein
Sabut bacha na koi

Ek roz hasana hai
Ek roz rulana hai
Ek roz hasana hai
Ek roz rulana hai
Insan se kismat ka,
Insan se kismat ka
Ye khel purana hai
Ek roz hasana hai
Ek roz rulana hai

Halat ke hatho mein
Har koi khilona hai
Har koi khilona hai
Mathe par jo likha hai
Har hal mein hona hai
Har hal mein hona hai,
Insan hai shishe ke
Insan hai shishe ke
Pathar ka zamana hai
Ek roz hasana hai
Ek roz rulana hai

Jeevan ke ye pal ye aaj
Ye kal mere hai na tere
Hothon ki hansi aankho ki nami
Sab waqt ke ghere hai,
Jo waqt se ladta hai
Jo waqt se ladta hai
Pagal hai deewana hai
Ek roz hasana hai
Ek roz rulana hai
Insan se kismat ka
Ye khel purana hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Roz Hasana Hai

Ek Roz Hasana Hai is a song from Falak 1987. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Falak 1987 album song list for more songs and album details.