Ek Ravan Ko Ram Ne Lyrics, Singer & Song Details

Charanon Ki Saugandh 1988 album cover

Charanon Ki Saugandh 1988 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Asrani, Mithun Chakraborty, Prem Chopra

album songs
Ek Ravan Ko Ram Ne
Singer : Kishore Kumar

Ek Ravan Ko Ram Ne Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Ravan Ko Ram Ne
Song Lyrics Movie = Charanon Ki Saugandh (1988)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = K. Bapaiah
Music Label = Shemaroo

Mp3 Song Lyrics

((Ek rawan ko ram ne mara
Ek rawan ko mai marunga
Ek rawan ko ram ne mara
Ek rawan ko mai marunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga

Bol shri ram chandar ki jai
Ek rawan ko ram ne mara
Ek rawan ko mai marunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga

Ye anokhi reet re bhaiya
Is neele akash tale
Har koi ek bar jale
Lekin rawan har sal jale
Ye anokhi reet re bhaiya
Is neele akash tale
Har koi ek bar jale
Lekin rawan har sal jale
Ab ke baras dharti ke sar se
Ab ke baras dharti ke sar se
Mai ye bojh utarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga

Jab anyay hua chali hai
Nayay ki talwar yaha
Jab jab atyachar hua
Aya koi awtar yaha
Jab anyay hua chali hai
Nayay ki talwar yaha
Jab jab atyachar hua
Aya koi awtar yaha
Ram na jane kab aaye
Ram na jane kab aaye
Mai kab tak bat niharunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga

Ek rawan ko ram ne mara
Ek rawan ko mai marunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga
Teri lanka aaj ujadunga
Jai jai shri ram pukarunga..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Ravan Ko Ram Ne

Ek Ravan Ko Ram Ne is a song from Charanon Ki Saugandh 1988. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Charanon Ki Saugandh 1988 album song list for more songs and album details.