Ek Raja Ka Ek Beta Lyrics, Singer & Song Details

Tyaag 1976 album cover

Tyaag 1976 Album Details

Din Dayal Sharma
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore

album songs
Ek Raja Ka Ek Beta
Singer : Kishore Kumar, Poornima

Ek Raja Ka Ek Beta Lyrics

Song Title = Ek Raja Ka Ek Beta
Movie/Album = Tyaag (1976)
Singers = Kishore Kumar, Poornima
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Din Dayal Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Ek raja ka ek beta tha
Tum jaise hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Na meet koi na sathi
Fir kiske sang wo khele
Mahlo me ek
Akela firta tha raj dulara
Ek raja ka ek beta tha

Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Suno aage bina lage
Kahta tha wo bechara
Ik raja ka ek beta tha
Tum jaisa sa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Ik raja ka ek beta tha

Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Na wo bole na wo dole
Karke jatan wo sab hara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha

Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir gudiya chane lagi
Gudiya nachne lagi
Gudiya hasne lagi
Gudiya gane lagi
Ha ha ha hasne laga
Raja ki aankh ka tara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Raja Ka Ek Beta

Ek Raja Ka Ek Beta is a song from Tyaag 1976. It is sung by Kishore Kumar, Poornima. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Tyaag 1976 album song list for more songs and album details.