Ek Raasta Hai Zindagi Lyrics, Singer & Song Details

Kaala Patthar 1979 album cover

Kaala Patthar 1979 Album Details

Yash Chopra
Rajesh Roshan
Sahir Ludhianvi
Shashi Kapoor, Rakhee Gulzar, Amitabh Bachchan

album songs
Ek Raasta Hai Zindagi
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Ek Raasta Hai Zindagi Lyrics

Song Title = Ek Raasta Hai Zindagi
Movie/Album = Kaala Pathar (1979)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Rajesh Roshan
Lyricist(s) = Sahir Ludhianvi

Mp3 Song Lyrics

((Ek raasta hai zindagi, jo tham gaye to kuch nahi
ye kadam kisi muqaam pe, jo tham gaye to kuch nahi
ek raasta hai zindagi, jo tham gaye to kuch nahi
ye kadam kisi muqaam pe, jo tham gaye to kuch nahi
ek raasta hai zindagi

o jaate raahi o baanke raahi
meri baanhon ko in raahon ko
tu chhod ke na ja tu wapas aa ja
woh husn ke jalve hon yaa ishq ki awaazein
azaad parindon ki rukti nahi parwaazein
jaate hue kadmon se aate hue kadmon se
bhari rahengi rehguzar, jo hum gaye to kuch nahi
ek raasta hai zindagi, jo tham gaye to kuch nahi

aisa ghazab nahi dhana piya mat jaana bidesva re
aisa gazab nahi.
o humka bhi sang ley jaana piya jab jaana bidesva re
o humka bhi sang ley jaana piya jab jaana bidesva re
ho..jaate hue raahi ke saaye se simatna kya
ek pal ke musaafir ke daaman se lipatna kya
jaate hue kadmon se aate hue kadmon se
bhari rahengi rehguzar, jo hum gaye to kuch nahi
ek raasta hai zindagi, jo tham gaye to kuch nahi
ye kadam kisi muqaam pe, jo tham gaye to kuch nahi
ek raasta hai zindagi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Raasta Hai Zindagi

Ek Raasta Hai Zindagi is a song from Kaala Patthar 1979. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kaala Patthar 1979 album song list for more songs and album details.