Ek Pyar Ka Nagma Sad Lyrics, Singer & Song Details

Shor 1972 album cover

Shor 1972 Album Details

Manoj Kumar
Laxmikant, Pyarelal
None
Manoj Kumar, Jaya Bhaduri, Nanda

album songs
Ek Pyar Ka Nagma Sad
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Ek Pyar Ka Nagma Sad Lyrics

Song Title = Ek Pyar Ka Nagma Sad
Movie/album = SHOR 1972
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mukesh
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hu
tu mera sahara hai, main tera sahara hu
aankho me samandar hai, ashao ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai

jo dil ko tassali de wo saaz utha lao
dum ghutane se pahale hi aavaj utha lao
khushiyo ka tarang ho, ashko ki jabani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujo ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujo ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ek Pyar Ka Nagma Sad

Ek Pyar Ka Nagma Sad is a song from Shor 1972. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to None. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Shor 1972 album song list for more songs and album details.