Ek Paon Chal Raha Alag Lyrics, Singer & Song Details

Kal Aaj Aur Kal 1971 album cover

Kal Aaj Aur Kal 1971 Album Details

Randhir Kapoor
Jaikishan, Shankar
Gopaldas Saxena
Prithviraj Kapoor, Raj Kapoor, Babita Kapoor

album songs
Ek Paon Chal Raha Alag
Singer : Manna Dey

Ek Paon Chal Raha Alag Lyrics

Song Title = Ek Paon Chal Raha Alag
Movie/album = Kal Aaj Aur Kal (1971)
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Gopaldas Saxena
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Randhir Kapoor
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar magar luthi
Ek ek phul phul dhul ban gaya

Aaj aur kal ki dhup chhon mein
Isliye samay ke sune gaon mein
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichad gaya
Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichhad gaya
Isliye dilo ki jeet haar mein
Isliye isliye kisi ke pyaar mein

Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Paon Chal Raha Alag

Ek Paon Chal Raha Alag is a song from Kal Aaj Aur Kal 1971. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Gopaldas Saxena. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Kal Aaj Aur Kal 1971 album song list for more songs and album details.