Ek Pal Ek Din Lyrics, Singer & Song Details

Jigar 1992 album cover

Jigar 1992 Album Details

Farogue Siddique
Anand-Milind
None
Ajay Devgan, Karisma Kapoor

album songs
Ek Pal Ek Din
Singer : Pankaj Udhas, Sadhna Sargam

Ek Pal Ek Din Lyrics

Song Title = Ek Pal Ek Din
Movie/Album = Jigar (1992)
Singer(s) = Pankaj Udhas, Sadhna Sargam
Music Director(s) = Anand-Milind

Mp3 Song Lyrics

((log baraso juda hoke jite hai - (2)
magar apna toh (yeh hal hai -3) ke
ek pal ek din (jee sakenge na ham ek duje ke bin -2)) - (2)

ham divane hain ishk karte hai, bekararee me jite marte hain - (2)
kya hasee dilnashee abb yeh aalam lage
pyar ke vaste jindagee kam lage - (2)
ashke darde judayee ka pite hai, log baraso juda hoke jite hai
magar apna toh (yeh hal hai -3) ke
ek pal ek din (jee sakenge na ham ek duje ke bin -2)

iss jamane ko ham bhulayenge dil ke darya me dub jayenge - (2)
ham mile gul khile aashiyana bana
dostee ka naya ek phasana bana - (2)
jakhmee dil ko javaose sike hai, log baraso juda hoke jite hai
magar apna toh (yeh hal hai -3) ke
(ek pal ek din (jee sakenge na ham ek duje ke bin -2)) - (2))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Pal Ek Din

Ek Pal Ek Din is a song from Jigar 1992. It is sung by Pankaj Udhas, Sadhna Sargam. Lyrics are credited to None. Music information: Anand-Milind. Read the lyrics above and view the Jigar 1992 album song list for more songs and album details.