Ek Nazar Me Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Taxi No 9211 2006 album cover

Taxi No 9211 2006 Album Details

Milan Luthria
Vishal Shekhar
Dev Kohli
Nana Patekar, John Abraham, Sameera Reddy, Sonali Kulkarni, Shivaji Satam

album songs
Ek Nazar Me Bhi
Singer : K.K, Sunidhi Chauhan

Ek Nazar Me Bhi Lyrics

Song Title = Ek Nazar Me Bhi
Movie/Album = Taxi No.9211 (2006)
Singers = K.K, Sunidhi Chauhan
Music = Vishal Shekhar
Lyrics = Dev Kohli, Vishal Dadlani

Mp3 Song Lyrics

((Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai (2)
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai
Sama Rangeen Sa Hone Lagta Hai
Jahaan Haseen Sa Lagne Lagta Hai
Koyi Dil Pe Chhaa Jaaye To Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai
Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Chamakte Hain Chehre, Chamakti Hai Duniya
Behekti Hai Saansein Mere Liye

Nazar Se Nazar Jo Mila Loon Agar To
Phirakti Hai Dhadkan Bhi Mere Liye

Nasha Kuch Nigahon Mein Bhi Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai
Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Hawa Pe Jahan Dekhne Ko Chale Hain
Bani Badalon Se Hai Apni Zameen

Jo Udne Lage Aasmaan Tak Hai Jaana
Na Khushiyon Mein Apni Hai Koyi Kami

Pasand Kuch Hawaon Ka Bhi Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai

Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai, Maine Suna Hai
Do Baaton Mein Bhi Ikraar Hota Hai, Maine Suna Hai

Sama Rangeen Sa Hone Lagta Hai
Jahaan Haseen Sa Lagne Lagta Hai

Koyi Dil Pe Chhaa Jaaye To Aisa Hota Hai, Maine Suna Hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Nazar Me Bhi

Ek Nazar Me Bhi is a song from Taxi No 9211 2006. It is sung by K.K, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Taxi No 9211 2006 album song list for more songs and album details.