Ek Nazar Kisi Ne Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Rangoli 1962 album cover

Rangoli 1962 Album Details

Amar Kumar
Shankar Jaikishan
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Kishore Kumar, Vyjayanthimala, Durga Khote

album songs
Ek Nazar Kisi Ne Dekha
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Ek Nazar Kisi Ne Dekha Lyrics

Song Title = Ek Nazar Kisi Ne Dekha
Song Lyrics Movie = Rangoli 1962
Singer = Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Lyricist = Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Amar Kumar

Mp3 Song Lyrics

((ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana

chori chori bagiya main aayi jo bahar
kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar
chori chori bagiya main aayi jo bahar
kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar
chhup chhup kisi se nazar huyi chaar
koi dil jit gaya koi gaya haar

mann mere jhum taro ko chum aaya tera zamana
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana

baaje mora bichhuwa thumk chalu chaal
dhak dhak dil mera deta jaye tal
baje mora bichhuwa thumk chalu chaal
dhak dhak dil mera deta jaye tal
ude hai chunar jaise shayar ka khayal
jane kaise jadu leke aaya hai ye saal
aankhein churau chhup chhup ke gaau main
ik naya tarana
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana

nayi nayi duniya hai main hun anjan
abhi abhi kisi se huyi hai pahchan
nayi nayi duniya hai main hun anjan
abhi abhi kisi se huyi hai pahchan
soch soch haar gaya mai hu hairan
tumhe kis naam se pukaru mahaman
sapna kahun ke apna kahun ke rangin ik fasana
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana
hai baat bas itni si aur ban gaya afasana..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Nazar Kisi Ne Dekha

Ek Nazar Kisi Ne Dekha is a song from Rangoli 1962. It is sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri, Shailendra. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Rangoli 1962 album song list for more songs and album details.