Ek Matwala Aaj Chala Lyrics, Singer & Song Details

Aap Ki Parchhaiyan 1964 album cover

Aap Ki Parchhaiyan 1964 Album Details

Mohan Kumar
Madan Mohan
Raja Mehdi Ali Khan
Dharmendra, Shashikala, Om Prakash, Supriya Choudhury

album songs
Ek Matwala Aaj Chala
Singer : Mohammad Rafi

Ek Matwala Aaj Chala Lyrics

Song lyrics title = Ek matwala aaj chala
Song lyrics movie = Aap ki parchhaiyan 1964
Singer = Mohammed Rafi
Music By = Madan Mohan
Lyricist = Raja Mehdi Ali Khan


Mp3 Song Lyrics


((ek matwala aaj chala apni manzil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
kismat ne asan kiya hai har muskil ko

in aankho me jhum rahe hai sapne
in aankho me jhum rahe hai sapne
gale milenge has has kar sab apne
aaj ye dil pa lega apno ki mahfil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko

tufano ki god me kismat kheli
tufano ki god me kismat kheli
khub kadi maujo se jan akeli
char kadam par dekh araha hu ab sahil ko
ek matwala aaj chala apni manzil ko
kismat ne asan kiya hai har muskil ko.. ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Matwala Aaj Chala Video

About Ek Matwala Aaj Chala

Ek Matwala Aaj Chala is a song from Aap Ki Parchhaiyan 1964. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Raja Mehdi Ali Khan. Music information: Madan Mohan. Read the lyrics above and view the Aap Ki Parchhaiyan 1964 album song list for more songs and album details.