Ek Manzil Rahi Do Lyrics, Singer & Song Details

Sanjog 1961 album cover

Sanjog 1961 Album Details

Pramod Chakravorty
None
None
Anita Guha, Pradeep Kumar, Shubha Khote

album songs
Ek Manzil Rahi Do
Singer : Mukesh

Ek Manzil Rahi Do Lyrics

Song Title = Ek Manzil Raahi Do
Movie/Album = SANJOG
Singer(s) = Mukesh

Mp3 Song Lyrics

((Ek Manzil Raahi Do
( Phir Pyaar Na Kaise Ho ) - 2
Saath Mile Jab Dil Do
( Phir Pyaar Naa Kaise Ho ) - 2

Ham Bhi Vahi Hain Dil Bhi Vahi
Hai Dhadakan Magar Nai Hai
Dekho To Meet Aankhon Men Preet
( Kya Rang Bhar Gai Hai ) - 2
Ik Manzil, Raahi Do...

Nikale Hain Dhun Men Apani
Lagan Men Manzil Bula Rahi Hai
Thandi Hava Bhi Ab To Milan Ke
( Naghamen Suna Rahi Hai ) - 2
Ik Manzil, Raahi Do...

Dekho Vo Phool Duniya
Se Dur Aakar Kahaan Khila Hai
Meri Tarah Ye Khush Hai Zarur
( Is Ko Bhi Kuchh Mila Hai ) - 2
Ik Manzil, Raahi Do...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Manzil Rahi Do

Ek Manzil Rahi Do is a song from Sanjog 1961. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sanjog 1961 album song list for more songs and album details.