Ek Ladki Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Shararat 2002 album cover

Shararat 2002 Album Details

Gurudev Bhalla
Sajid Ali, Wajid Ali
Sameer
Abhishek Bachchan, Hrishitaa Bhatt, Amrish Puri

album songs
Ek Ladki Mujhe
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Ek Ladki Mujhe Lyrics

Song Title = Ek Ladki Mujhe
Movie/Album = Shararat (2002)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Gaurav Bhalla

Mp3 Songs Lyrics

((Ek ladki mujhe chahti hai magar
Ek ladki mujhe chahti hai magar
Bolti kuch nahin main kya karun
Ek ladka mujhe dekhta hai magar
Ek ladka mujhe dekhta hai magar
Bolta kuch nahin main kya karun

Meri tamanna usko pata hai
Anjaan hai woh sab jaan kar
Usne to meri duniya badal di
Uski mohabbat mein hai asar
Uske bina ab tanha lage hai mujhko meri zindagi
Aisa lagta hai kyon waisa lagta hai kyon
Aisa lagta hai kyon waisa lagta hai kyon
Aisa lagne laga main kya karun

Mehsoos har pal karti hoon usko
Woh dhadkano ka ehsaas hai
Yeh dil keh raha hai
Usko bata dun woh meri saason ki pyaas hai
Bas jaaungi main uski nazar mein
Dungi use har khushi
Keh rahi bekhudi kab milegi khushi
Kahe rahi bekhudi kab milegi khushi
Sharam aa rahi hai muhje main kya karoon
Ek ladki mujhe ek ladka mujhe
Hum kya karen.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Ladki Mujhe

Ek Ladki Mujhe is a song from Shararat 2002. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Shararat 2002 album song list for more songs and album details.