Ek Ladki Hai Haay Lyrics, Singer & Song Details

Haqeeqat 1995 album cover

Haqeeqat 1995 Album Details

Sandesh Kohli
Dilip Sen, Sameer Sen
None
Ajay Devgn, Tabu, Aruna Irani

album songs
Ek Ladki Hai Haay
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Ek Ladki Hai Haay Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Ladki Hai Haay
Song Lyrics Movie = Haqeeqat (1995)
Singers = Udit Narayan & Alka Yagnik
Music Composer = Dilip Sen - Sameer Sen

Mp3 Song Lyrics

((Ik Ladki Hai Haay Ik Ladka Hai Haay
Chup Chup Ke Milte Hain Kya Baatein Karte Hain
Saara Shehar Ye Jaane Ham Prem Deewane
Hamein Dar Nahi Duniya Ka
Ham Pyaar Ke Deewaane Bas Dil Ki Baat Maane
Ik Ladki Hai Haay ...
Ye Din Hain Apne Deewanepan Ke Baahon Mein Aaja Aaja Zara
Ho Milte Milte Sadiyaan Beeti Dil Ab Tak Nahi Bhara
Dil Dole Hai Kya Bole Hai
Donon Mein Chakkar Hai Charcha Ye Ghar Ghar Hai
Kaise Ham Ye Bataaye
Hamein Dar Hai Ki Haay Badnaam Na Hon Dono
Ham Pyaar Ke Deewane ...
Meri Jawani Teri Deewani Tere Liye Hai Sab Kuch Mera
O Meri Jaanam Ho Phir Se Keh Do Mera Sab Kuch Hai Ab Tera
Tadpaaye Dil Ghabraaye Dil
Ab Kaisa Ghabraana Main Tera Deewana
Maine Pyaar Kiya Tujhe Dil Ye Diya
Ikraar Kiya Khulke
Ham Pyar Ke Deewane ... ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Ladki Hai Haay

Ek Ladki Hai Haay is a song from Haqeeqat 1995. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Haqeeqat 1995 album song list for more songs and album details.