Ek Jhonka Pawan Ka Lyrics, Singer & Song Details

Tamanna 1969 album cover

Tamanna 1969 Album Details

Kolli Pratyagatma
Anandj, Kalyanji
Anand Bakshi
Biswajeet, Mala Sinha, Shashikala

album songs
Ek Jhonka Pawan Ka
Singer : Lata Mangeshkar

Ek Jhonka Pawan Ka Lyrics

Song Title = Ek Jhonka Pawan Ka
Movie/Album = Tamanna (1969)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Kotayya Pratyagatma

Mp3 Song Lyrics

((Ek jhoka pavan ka aaya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya
Chai aisi bahar hua mann bekarar
Is mausam ne chain churaya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya

Is rut ne khabar wo sunayi
Is rut ne khabar wo sunayi
Aap apne se mai sharmayi
Mere sajan ka pyar
Mere manwa ke dwar
Koi aisa sandesha laya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya
Chai aisi bahar hua man bekarar
Is mausam ne chain churaya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya

Meri dunia thi jis bin adhuri
Meri dunia thi jis bin adhuri
Ab hogi tamanna wo puri
Mere man me thi aash
Mere hotho pe pyas
Pyase aangan pe badal chaya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya
Chai aisi bahar hua man bekarar
Is mausam ne chain churaya
Ek jhoka pavan ka aaya
Aise aachal mera lahraya))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Jhonka Pawan Ka

Ek Jhonka Pawan Ka is a song from Tamanna 1969. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Tamanna 1969 album song list for more songs and album details.