Ek Jarre Ka Sitare Se Lyrics, Singer & Song Details

Nain Mile Chain Kahan 1986 album cover

Nain Mile Chain Kahan 1986 Album Details

Shankar Vyas
Ajay Swami
Naqsh Lyallpuri
Shobha Gauri, Khurana, Kunal, Kamal Kapoor, Bharat Bhushan

album songs
Ek Jarre Ka Sitare Se
Singer : Shabbir Kumar

Ek Jarre Ka Sitare Se Lyrics

Song Title = Ek Jarre Ka Sitare Se
Movie/Album = Nain Mile Chain Kahan (1986)
Singers =Shabbir Kumar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Ajay Swami
Director = Shankar Vyas

Mp3 Song Lyrics

((Ek zarre ka sitare se milan
Ye hakikat hai bura lagta hai
Lagta hai
Ye hakikat hai bura lagta hai
Tum sitara ho
Tum sitara ho sitaro mein raho
Zarra zarro mein bhala lagta hai
Lagta hai
Zarra zarro mein bhala lagta hai

Pyar ka rog koi kya pa le
Pyar ka rog koi kya pa le
Pyar karte hai barabar wale
Unch aur nich ki
Unch aur nich ki is duniya mein
Sans lena bhi saza lagta hai
Lagta hai
Sans lena bhi saza lagta hai
Ek zarre ka sitare se milan
Ye hakikat hai bura lagta hai
Lagta hai
Ye hakikat hai bura lagta hai

Yu na ghut ghut ke sada do mujhko
Yu na ghut ghut ke sada do mujhko
Waqt hai ab bhi bhula do mujhko
Humko milke bhi
Humko milke bhi zuda rahna hai
Ye mukaddar ka likha lagta hai
Lagta hai
Ye mukaddar ka likha lagta hai
Ek zarre ka sitare se milan
Ye hakikat hai bura lagta hai
Lagta hai
Ye hakikat hai bura lagta hai
Tum sitara ho
Tum sitara ho sitaro mein raho
Zarra zarro mein bhala lagta hai
Lagta hai
Zarra zarro mein bhala lagta hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Jarre Ka Sitare Se

Ek Jarre Ka Sitare Se is a song from Nain Mile Chain Kahan 1986. It is sung by Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Ajay Swami. Read the lyrics above and view the Nain Mile Chain Kahan 1986 album song list for more songs and album details.