Ek Janib Shamme Mehfil Lyrics, Singer & Song Details

Abhilasha 1968 album cover

Abhilasha 1968 Album Details

Amit Bose
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Meena Kumari, Nanda, Sanjay Khan

album songs
Ek Janib Shamme Mehfil
Singer : Manna Dey, Mohammad Rafi

Ek Janib Shamme Mehfil Lyrics

Song Lyrics = Ek Janib Shamme Mehfil
Song Lyrics = Movie or Album = Abhilasha 1968
Singer(s) = Manna Dey, Mohammad Rafi
Music Director(s) = R D Burman
Lyricist(s) = Majrooh Sultanpuri


Song Lyrics

((ek janib shamme mehfil - 2, ek janib roohe jana
girta hain dekhe kaha parwana) - 2
ek janib shamme mehfil........

ek too ek shola charago kee anjoman men
ek too range jalwa kisi buth ke pakpan men
ek shola ek jalwa aur iname ek diwana
ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
girta hain dekhe kaha parwana
ek janib shamme mehfil........

usaki kya hai manjil nahee itna bekhabar bhi
aaya dilbaro men toh hain kafi ek ???
inn najro ko yaro kya janu mai anjana
ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
girta hain dekhe kaha parwana
ek janib shamme mehfil........

kya kya rang nikale hasino kee sadagi se
itni hai shikayat ke milte hain ajnabi se
jo aisa beparwah kya use dil uljhana
(ek janib shamme mehfil, ek janib roohe jana
girta hain dekhe kaha parwana) - 2
ek janib shamme mehfil...........))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Janib Shamme Mehfil Video

About Ek Janib Shamme Mehfil

Ek Janib Shamme Mehfil is a song from Abhilasha 1968. It is sung by Manna Dey, Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Abhilasha 1968 album song list for more songs and album details.