Ek Hasina Jab Se Mili Lyrics, Singer & Song Details

Bahurani 1989 album cover

Bahurani 1989 Album Details

Manik Chatterjee
Rahul Dev Burman
Anjaan
Rekha, Rakesh Bedi, Urmila Bhatt

album songs
Ek Hasina Jab Se Mili
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle

Ek Hasina Jab Se Mili Lyrics

Song Title = Ek Hasina Jab Se Mili
Movie/album = Bahurani (1989)
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Manik Chatterjee
Music Label = Tips Records


Mp3 Song Lyrics

((Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar

Pehle to jadu kiya
Chori se dil le liya
Dil pe bada naaj tha
Dil ne hi dhoka diya
Hume deewan ban ke
Deewani hase bar bar
Hume deewan ban ke
Deewani hase bar bar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar

Mayush hote ho kyu
Aashiq ho rote ho kyu
Main muft mara gaya
Rou na to kya karu
Abhi to pyar hua hai
Abhi se maan gaye haar
Abhi to pyar hua hai
Abhi se maan gaye haar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar

Mange se dil na mile
Kam hai to dil chhin le
Ab wo deewane kaha
Jinke ho yeh hosale
Milega aisa deewana
Karo kuch roj intzar
Milega aisa deewana
Karo kuch roj intzar
Ek hasina jab se mili
Dil hai bekarar
Neend udi chain luta
Kya hai yahi pyar
Yeh kya hua jo bhi hua
Bura hua yaar
Log kahe bada bura
Rog hai yeh pyar...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Hasina Jab Se Mili Video

About Ek Hasina Jab Se Mili

Ek Hasina Jab Se Mili is a song from Bahurani 1989. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bahurani 1989 album song list for more songs and album details.