Ek Haseena Ek Deewana Lyrics, Singer & Song Details

Deewana Main Deewana 2013 album cover

Deewana Main Deewana 2013 Album Details

K. C. Bokadia
Bappi Lahiri
Maya Govind
Govinda, Priyanka Chopra

album songs
Ek Haseena Ek Deewana
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Ek Haseena Ek Deewana Lyrics

Song Title = Ek Haseena Ek Deewana
Movie/Album = Deewana Main Deewana (2013)
Singer = Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music Director = Bappi Lahiri
Lyricist = Maya Govind

Mp3 Song Lyrics

((Chehra haseen, kya hai adaa
Teri adaa pe dil hai fidaa
Humein dekh ke yaar zamaana
Gaayega bas yeh gaana
Humein dekh ke yaar zamaana
Gaayega bas yeh gaana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Teri talaash mein deewana ho gaya
Main apne aap se anjaana ho gaya
Hmm
Meri talaash mein tum mujhpe kho gaye
Achcha hua ke tum yun pagal ho gaye
Jab aashiq ho mastana
Banta hai tabhi fasana
Jab aashiq ho mastana
Banta hai tabhi fasana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Chehra haseen, kya hai adaa
Teri adaa pe dil hai fidaa
Humein dekh ke yaar zamaana
Gaayega bas yeh gaana
Humein dekh ke yaar zamaana
Gaayega bas yeh gaana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana

Tumse yun milte hi
Yeh dil ghabraata hai
Fir bhi mohabbat mein
Mazaa kyun aata hai
Seedhi si baat hai
Jaaga armaan hai
Main bhi jawaan hoon
Tu bhi jawaan hai
Main seekhoon tujhe churana
Tum seekho mujhe churana
Main seekhoon tujhe churana
Tum seekho mujhe churana
Ek haseena ek deewana
Ek haseena ek deewana..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Haseena Ek Deewana

Ek Haseena Ek Deewana is a song from Deewana Main Deewana 2013. It is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Deewana Main Deewana 2013 album song list for more songs and album details.