Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti Lyrics, Singer & Song Details

Agniputra 2000 album cover

Agniputra 2000 Album Details

B. Vijay Reddy
Nikhil, Vinay
Anjaan
Mithun Chakraborty

album songs
Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti
Singer : Udit Narayan

Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti Lyrics

Song Lyrics = Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti Hai
Movie/album = Agni Putra (2000)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = B. Vijay Reddy
Music Label = Shemaroo


Mp3 Song Lyrics

((Kaun hai kya khabar khoob hai woh magar
Ek haseen ladki mujhpe marti hai
Dil ki galiyon se chhup chhup ke guzarti hai

Door kaise ho hiraangi meri
Door kaise ho hiraangi meri
Ban gayi hai woh deewangi meri
Us kayamat ka main naam toh puchhun
Rok loon rasta paigaam toh puchhun
Reh gaya main magar thaam ke yeh jigar
Ek haseen ladki mujhpe marti hai
Dil ki galiyon se chhup chhup ke guzarti hai

Door se koi tasveer lagti hai
Door se koi tasveer lagti hai
Woh mujhe meri taqdeer lagti hai
Sochta hoon yeh dillagi na ho
Woh haseen toh hai mujh par hasee na ho
Bas yahin soch kar main jagaa raat bhar
Ek haseen ladki mujhpe marti hai
Dil ki galiyon se chhup chhup ke guzarti hai

Kaun hai kya khabar khoob hai woh magar
Ek haseen ladki mujhpe marti hai
Dil ki galiyon se chhup chhup ke guzarti hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti Video

About Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti

Ek Haseen Ladki Mujhpe Marti is a song from Agniputra 2000. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Agniputra 2000 album song list for more songs and album details.