Ek Hai Sab Hindustani Lyrics, Singer & Song Details

Devi 1970 album cover

Devi 1970 Album Details

V. Madhusudan Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Nutan, Sanjeev Kumar, Rehman

album songs
Ek Hai Sab Hindustani
Singer : Asha Bhosle

Ek Hai Sab Hindustani Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Hain Sab Hindustani
Song Lyrics Movie = Devi 1970
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Madhusudan Rao V.
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((ek hai sab hindustani
ek hai sab hindustani
jo do samjhe jo do samjhe
uski hai ye nadani do
hum sabke do hath hai
hath hai apne sath to
sare apne sath hai tin

aage number tin hai
jhut bada badsurat hai
aur sach bada hasin hai
char char dishao me sab tha
char dishao me sab tha
purab pashchim utar dakshin
unke naam ek do tin char
char ke aage panch hai

phulo me khusabu hai
aag me kya hai aanch hai
chhe ka rup nirala hai
aisa jaisa darwaje ka tala hai
sat sur hai sat gitar me
sare gama padma nisa sane pama nisa rega
sur hai sat gitar me
sat achambe hai sare sansar me
ath ath baje hai sun aage
wo achha jo jaldi soye aur jaldi jage

number nau ka hai kahna
number nau ka hai kahna
pas bhalo ke dur buro se tum rahna
das bas bas karo ab so jao
bas karo ab so jao
mithe mithe sapno me tum kho jao
ek hai sab hindustani...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Ek Hai Sab Hindustani

Ek Hai Sab Hindustani is a song from Devi 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Devi 1970 album song list for more songs and album details.